Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoo oo ooo ooo ooo oo ooo ooo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aaine mein zulfein aaj sawaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfon ke saaye me aaj ki raat guzaaroo pukaro mujhe phir pukaro gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin kaliyon mein aisa rang aisa roop nahin jaao mere yaar sa phool koi le ke aao baharoo pukaro mujhe phir pukaro chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin kuchh soche kuchh dekhen humko fursat nahin jaao kahin jaa ke chhup jaao aaj ki raat sitaroo pukaro apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum aasmaano se bhi aage nikal jaayenge hum saath humaare tum chalna ae rangeen nazaaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro
nothing like my jatt mahiya nothing like my mutyaara nothing like some kangna shangna and long da lashkara buggi te wuggi mein gidha kholna dholon ke beeton pe main to dolna i toh go crazy he jab vajde punjabi wedding song aye baaja te waaja te ghodi te shaamiyana laddoo te shaddu te lassi te khaana baana happiness makhhan mar ke ho gayi multiply chacha te chachi te mami te biji biji honthon pe laali te phonon me biji biji show show wali garm hawa pe kardi rehndi fly chatti champagne ke dhakkan kholna dholon ke beeton pe main to dolna haye sharam chhad ke laga jatke ke isme nothing wrong i toh go crazy ke jab wajde punjabi wedding song jannaton ki lage meherbani haan mujhe bhi aisi jodi hai banani apni hatheli aur lakeeren saath saath hai ek mubarak barsaten kaynat karti hai kaho rab ko hai har shukrana ghar mere bi nazar nazrana par tere varga hi tere jaissa hi chanda mahiya senti main hoti aur mental dholna buggi te wuggi mein gidha kholna i toh go crazy he jab
purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya mann ka wo meet banke preetam ki preet banke preet ka geet banke honthon pe aaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya jab se wo aaya neend na aayee jab se wo aaya neend na aayee neend jo aayee to raam duhaayee sapnon mein aake mujhe neend se jagaaya neend se jagaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo o o o o o o o o o o o jhoomke maine li angdaayi jhoomke maine li angdaayi jab sapere ne been bajaayi naagan pe jaane kaisa jaadu chalaayaa jaadu chalaayaa purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya poochho na meri prem kahaani poochho na meri prem kahaani ban gayi main to aisi deewaani saara zamaana uski yaad mein bhulaaya yaad mein bhulaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste
haa aa aa aa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa purab se chali purvaayi ke chham chham paayal bole purab se chali purvaayi ke chham chham paayal bole kahin goonjh uthi sehnaai ke chham chham paayal bole kahin goonjh uthi sehnaai ke chham chham paayal bole purab se chali purvaayi ke chham chham paayal bole purab se chali purvaayi ke chham chham paayal bole kahin goonjh uthi sehnaai ke chham chham paayal bole kahin goonjh uthi sehnaai ke chham chham paayal bole chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham baaghon mein kaliyaa kaliyon pe sabnam sabnam ki bhonvron ko pyaas hai eekhon ka mausam mausam mein khushboo khushboo ko meri talaash hai baaghon mein kaliyaa kaliyon pe sabnam sabnam ki bhonvron ko pyaas hai eekhon ka mausam mausam mein khushboo khushboo ko meri talaash hai rut mehki bahaare laayi ke chham chham paayal bole rut mehki bahaare laayi ke
kahinn naa aisi subaha dekhi aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa jaise baalak ki muskaan yaa phir doooor kahin mandir mein aaaaaa aaaaa aaaaa halki si murli ki taan gurubaani gurudwaare mein to masjid se uthti aazaaaaan aatma aur parmaatmaa milen jahaan yahi hai woooo sthaan purvaa suhaani aayi reeee purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa rittuon ki raani aayi re purvaa mere ruke nahin paanv naach utha saara gaanv preet pe jawaani chhayi re purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa mausam ka musafir khada raste mein la la la lala la la lala mausam ka musafir khada raste mein uske haathon sab kuchh loota saste mein chhoti si umariyaa hai lambi si dagariyaa re jeevan hai parchhayi reeee purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa kar le kar bhi le pyaar ki pooja la la la lala la la lala kar le kar bhi le pyaar ki pooja pyaar ke rang pe chadhe na rang dooja chaahe koi sapna hai mere liye apna hai baat meri bann aayi reeeee eeee purvaa suhaani aayi reeeee purvaa ho oooo meera si
ooo ooo ooooo hmm hmm hmmm purvaiyaa ke jhonke aaye purvaiyaa ke jhonke aaye chandan ban ki mehak bhi laaye door wo nindiyaa raani muskaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye neend ki dulhan badi sharmeeli ujiyaare mein na aaye koi jo toke koi kuchh bole to raste se mud jaaye deep bujha do to pal bhar mein aa jaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye neend ki chinta le ke jo jaage usko neend na aaye phool saa manvaa le ke jo soye usko hi neend sulaaye chhod do chinta to pal bhar mein aa jaaye moond lo naina to nainon mein aa jaaye purvaiyaa ke jhonke aaye chandan ban ki mehak bhi laaye hmm hmmmm hmmmmmmmm moond lo naina to nainon mein aa jaaye hmm hmmm hmm mm mmmmmm hmm hmmm hmm mm mmmmmm hmm hmmm hmm mm mmmmmm
ho pyaar baantte chalo pyaar baantte hey pyaar baantte chalo pyaar baantte kya hindu kya muslmaan hum sub hain bhaai bhaai pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro hey socho kal kya the dekho ab kya ho tumko le na doobe kahin apni ye ladaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho hey nanhe shehjaado kal ke netaaon tumse humne kya kya ummeedein hain lagaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte ye
ho ho ho ho ho aa aaa aa aa aa aaa aa aa pyaar bhari ye ghatayen aa aaa aa aa raag milan ke sunayen ho ho ho ho haathon mein haath hai tera mera saath hai dekh sama chhaya pyaara pyaara pyaar bhari ye ghatayen aa aaa aa aa raag milan ke sunayen ho ho ho ho haathon mein haath hai tera mera saath hai dekh sama chhaya pyaara pyaara bholepan se loot liya dil roop hai pyaara pyaara bholepan se loot liya dil roop hai pyaara pyaara jaane kyun main khoyi jaun sun ke naam tumhaara dekho ji dekho pahle milan mein hamne ye dil haara haara pyaar bhari ye ghatayen aa aaa aa aa raag milan ke sunayen ho ho ho ho haathon mein haath hai tera mera saath hai dekh sama chhaya pyaara pyaara aa aaa aa aa aa aaa aa aa hansta suraj dhoop suhaani din hai gora gora hansta suraj dhoop suhaani din hai gora gora aaj ka mausam yaad rahega nache man ka chakora aao ji aao door chale hum aaj safar hai nyaara nyaara pyaar bhari ye ghatayen aa aaa aa aa raag milan ke sunayen ho ho ho ho haathon mein
pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye roop rang par marta aaya sadiyon se ye zamana main mann ki sundarta dekhoon pyaar ka main deewana tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye toofan mein baahon ki patwaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mere siwaa tum aur kisi ko dil mein na aane dogi phoolon ki to baat hi kyaa hai kaanton pe saath chalogi tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye din raat wafaa ka ikraar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye
pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aaaaa shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aa wo nahin sunta usko jal jaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob wo
hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par ho noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par zindagi se tumhen jo bhi lamha milen zindagi se tumhen jo bhi lamha milen usse pyaar pe hi waar do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana ho hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana dil waale jahaan hai jannat wahaan dil
pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar jab koi naam kitabon pe likhe kisi ka chup kar hothon pe chalak jaye halki hansi kisi se mil kar tan man par jab ho bekhudi ka asar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar lage jab duniya ke rang sabhi badle badle kisi ke milan ko ye dil tarse har pal machle dil par koi jab zor kuchh na chale pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar lalala la lala lalala la lala la
mil jaati hai sansaar mein sansaar se mukti milti nahin mar ke bhi magar pyaar se mukti pyaar hai ek nishaan kadmon ka pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai bhool jate hain log sab lekin kuchh na kuchh phir bhi yaad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain kho gaye keh kahon mein jo unko aansuon mein talash karte hain dil pe halki si chot lagti hai dard aankhon se foot behta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhahare hain kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhaharen hain tum nahin ho magar tumhin tum ho sab tumhari hi yadgarein hain toot jane se toot jate hain dil ke rishte ye kaun kehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka
pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karo jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karooooo pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saansen chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saans chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa
pyaar hi mujhe darkaar hai pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon jab wohi kho gaye auron ke ho gaye phir main solah singaar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai sachchi hansi mile dil ki khushi mile tan pe resham ke taar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai
chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao arre ye anjaane raaste ye nagari anjaani hoo ye anjaane raaste ye nagari anjaani arre iss chakkar se na bache kya gyani kya dhyani hoo iss chakkar se na bache kya gyani kya dhyani tum in pyaar ki galiyon se chahe bach bach ke jaao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao arre iss duniya ki bheed mein aaoge akele hoo iss duniya ki bheed mein aaoge akele arre aate hi lag jayenge armanon ke mele hoo aate hi lag jayenge armanon ke mele mann ke raaj mahel mein chahe parde giraao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao arre kehne ko to pyaar pe marta hai zamaana hoo kehne ko to pyaar pe marta hai zamaana arre
hey hey hey hey hey hey lal lala la la lala la lal lala la la lala la lal lala la la lala la la la lala hey aye hey hey hey hey hey hey hey pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata lipti hai tu meri hi baahon se phir hai sajna ojhal kyun meri nigaahon se lipti hai tu meri hi baahon se phir hai sajna ojhal kyun meri nigaahon se main hoon tere dil mein haaye phir bhi meri jaan tune hi mujhko nahin dekha main karoon kya pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata rakhna dil ko lekar in haathon mein dil hai paagal aana na tu iski baaton mein rakhna dil ko lekar in haathon mein dil hai paagal aana na tu iski baaton mein lekin iss dil pe are kaaboo kiska yeh to hai tera deewana main karoon kya pyaar hua
pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kaho ki apni preet ka geet naa badlega kabhi tum bhi kaho iss raah ka meet naa badlega kabhi pyaar jo toota saath jo chhuta chaand naa chamkega kabhi aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa aaaa haaa haaa pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil kehta hai dil rasta mushkil maaloom nahin hai kahaan manzil pyaar hua iqraar hua hai pyaar se phir kyun darta hai dil raaten dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan geet humare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaa main naa
hmmmm tum ne wo kya dekha jo kaha deewanaa hmmm hum ko nahin kuchh samajh zara samajhana pyaar mein jab bhi aankh kahin lad jaaye tab dhadkan aur bechainee badh jaaye jab koi gintaa hai raaton ko taare tab samjho usse pyaar ho gaya pyaare pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga battiyan bujhaa do ke neennd nahin aati hai battiyan bujhane se bhi neend nahin aayegi battiyan bujhane waali jaane kab aayegi shor na machao varna bhabhi jaag jaaegi pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga aakhir kya hai aisi bhi majboori mil gaye dil phir bhi kyun hai ye doori dam hai to unse chheen ke le aayenge di na ghar
pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi daag lagta rahe phir bhi jeena pade ho daag lagta rahe phir bhi jeena pade zillaton ruswaaiyon ka zehar bhi peena pade reham jab naa kiya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi koi mujrim kyun bana ye nahin maane kabhi saath jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi wo to kehta raha zindagi ke liye wo to kehta raha zindagi ke liye ek muhabbat ke siwa kuchh naa mujhko chaahiye pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi aadmi yaa zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pukaro Mujhe Phir Pukaro Buniyad (1972) 04:27 12291
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Farida Jalal
Duration : 04:27   Song Number : 12291   

Punjabi Wedding Song Hasee Toh Phasee (2014) 03:56 33069
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
On Screen Actors- 
Parineeti Chopra
Duration : 03:56   Song Number : 33069   

Purab Disha Se Suraj Aur Chanda (1973) 06:02 18266
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 06:02   Song Number : 18266   

Purab Se Chali Saajan Ki Baahon Mein (1995) 07:33 18781
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Raveena Tandon
Duration : 07:33   Song Number : 18781   

Purvaa Suhaani Aayi Re Purab Aur Pachhim (1970) 07:14 12434
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 07:14   Song Number : 12434   

Purvaiya Ke Jhonke Aaye Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 04:19 36630
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari, Prem Kishan, Gayatri
Duration : 04:19   Song Number : 36630   

Pyaar Baantte Chalo Hum Sab Ustad Hain (1965) 06:09 12363
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 12363   

Pyaar Bhari Ye Ghatayen Qaidi No 911 (1959) 04:27 38356
 
Poster of Qaidi No 911 (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Duration : 04:27   Song Number : 38356   

Pyaar Chaahiye Mujhe Manokaamnaa (1979) 04:14 12379
 
Poster of Manokaamnaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Kalpana Aiyar, Madhu Kapoor
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 12379   

Pyaar Deewana Hota Hai Kati Patang (1970) 04:49 21124
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 21124   

Pyaar Do Pyaar Lo Janbaaz (1986) 05:26 18257
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Rekha, Firoz Khan
Duration : 05:26   Song Number : 18257   

Pyaar Hai Bas Yahi Sheesha (1986) 03:43 36825
 
Poster of Sheesha (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Moon Moon Sen
Duration : 03:43   Song Number : 36825   

Pyaar Hai Ek Nishaan Kadmon Ka Mukti (1977) 04:38 36467
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:38   Song Number : 36467   

Pyaar Hi Jeene Ki Soorat Armaan (1981) 05:16 12297
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Duration : 05:16   Song Number : 12297   

Pyaar Hi Mujhe Darkaar Hai Didi (1959) 02:54 37498
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Duration : 02:54   Song Number : 37498   

Pyaar Hoke Rahega Aas (1953) 03:10 40568
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:10   Song Number : 40568   

Pyaar Hua Hai Jab Se Abhilasha (1968) 04:40 21117
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 04:40   Song Number : 21117   

Pyaar Hua Iqraar Hua Hai Shree 420 (1955) 04:52 21126
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:52   Song Number : 21126   

Pyaar Humein Kis Mod Pe Satte Pe Satta (1981) 06:25 18261
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:25   Song Number : 18261   

Pyaar Jab Naa Diya Zindagi Ne Kabhi Sitamgar (1985) 05:31 16324
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:31   Song Number : 16324